jeene ke bahaane lakhon hain

jeene ke bahaane lakhon hain lyrics

Poster jeene ke bahaane lakhon hain

jeene ke bahaane lakhon hain

lyrics/Album : Khoon Bhari Maang
Details
Singer Asha Bhosle & Chorus
Genre Dance
Language Hindi
Album Khoon Bhari Maang
Poster jeene ke bahaane lakhon hain
play
Lyrics

jeene ke bahane lakho hai, jeena tujhko aaya hi nahi

koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi

jeene ke bahane lakho hai jeena tujhko aaya hi nahi

koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi


kya dil me tere araman nahi, duniya itni viran nahi

kya dil me tere araman nahi, duniya itni viran nahi

har taraf ujale hai phir bhi 

har taraf ujale hai phir bhi, tere sath koi saya hi nahi 

koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi

jeene ke bahane lakho hai


kya gam hai jiska ilaj nahi, kal na tha agar kya aaj nahi

kya gam hai jiska ilaj nahi, kal na tha agar kya aaj nahi

har gam ka marhum hota hai 

har gam ka marhum hota hai, dil tune dikhalaya hi nahi

koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi

jeene ke bahane lakho hai


tu dhundhe kahi jo karar mile, kisi mod pe bhi jo pyar mile

tu dhundhe kahi jo karar mile, kisi mod pe bhi jo pyar mile

pyase ko jana padta hai 

pyase ko jana padta hai, sagar chal ke aaya hi nahi

koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi

jeene ke bahane lakho hai, jeena tujhko aaya hi nahi

koi bhi tera ho sakta hai, kabhi tune apnaya hi nahi

kabhi tune apnaya hi nahi, kabhi tune apnaya hi nahi

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)