jat yamla

jat yamla lyrics

Details
Singer Sonu Nigam & Shreya Ghoshal
Genre Dance
Language Hindi
Album Naksha
Poster jat yamla
play
Lyrics

main toh hoon bada

albela haazaron mein akela

zamana kahe mujhe pagla

kehna kisika na maane

yeh kuchh nahin jaane

anaadi mera dil pehla

main tah yaara main tah

yaara deewana zara jatt yamla

main tah yaara deewana

zara jatt yamla

main toh hoon bada

albela haazaron mein akela

zamana kahe mujhe pagla

kehna kisika na maane

yeh kuchh nahin jaane

anaadi mera dil pehla

main tah yaara deewana

zara jatt yamla

main tah yaara deewana

zara jatt yamla


todu na kabhi apani kasmein

vaada jo karu woh nibhaaun

kar loon jo iraada kabhi toh

taaron ko bhi dharti pe laaun

jo sochu jo chahu main

pal mein badal doon nazara

main tah yaara main tah

yaara deewana zara jatt yamla

main tah yaara deewana

zara jatt yamla


dil bole bole mera dil

bole tu hi tu hi tu

saanson se aaye jaaye

ab toh teri khushboo

tu hi meri zindagi hain

tu hi meri aashiqui hain

tu hi hain tu hi tu

dil bole bole mera

dil bole tu hi tu hi tu

o ab na koi duji tamanna

mera hain yahi sirf sapana

laaye rang meri duaaen

chhute na kabhi saath apana

ho main tera tu mera

hamesha banega sahara

main tah yaara main tah

yaara deewana zara jatt yamla

main tah yaara deewana

zara jatt yamla

main tah yaara deewana

zara jatt yamla

main tah yaara deewana

zara jatt yamla.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)