jashn hai

jashn hai lyrics

Poster jashn hai

jashn hai

lyrics/Album : Kal Kissne Dekha
Details
Singer No
Genre Dance
Language Hindi
Album Kal Kissne Dekha
Poster jashn hai
play
Lyrics

jashn hai josh hai abb kise hosh hai

chaar din jawani hai jawani ko saja le

jashn hai josh hai abb kise hosh hai

chaar din jawani hai jawani ko saja le

flor hai dance hai kya hasin chance hai

aaja meri jaan iss pal ka tu maja le

aaja aaja aaja aaja aaja aaja

aaja aaja aaja kal kisne dekha

aaja aaja aaja aaja aaja aaja

aaja aaja aaja kal kisne dekha


yahi toh din hai jine ke

jaam masti ke pine ke

bhul ja saari duniya ko

abhi kuchh soch na

soch na soch na soch na meri jaan

waqt bhi hai mauka bhi hai

mohabbat ka jhinka bhi hai

deewaane mastaane dil ko abhi toh rok na

rok na rok na rok na meri jaan

flor hai dance hai kya hasin chance hai

aaja meri jaan iss pal ka tu maja le

aaja aaja aaja aaja aaja aaja

na ja na ja na ja kal kisne dekha

aaja aaja na ja na ja

aaja aaja kal kisne dekha


ishq mera jazbaati hai

nigaahon mein ik saathi hai

jara behake se armaan hai

gazab ki raat hai

raat hai raat hai raat hai meri jaan

saji hai khaabon ki mehfil

badi mushkil mein mera dil

bata paau na jo mere labon pe baat hai

baat hai baat hai baat hai meri jaan

flor hai dance hai kya hasin chance hai

aaja meri jaan iss pal ka tu maja le

aaja aaja aaja aaja aaja aaja

aaja aaja aaja kal kisne dekha

aaja aaja aaja aaja aaja aaja

aaja aaja aaja kal kisne dekha.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)