jamana hai

jamana hai lyrics

Details
Singer Alka Yagnik & Mohammed Aziz
Genre Dance
Language Hindi
Album Mahaanta
Poster jamana hai
play
Lyrics

ek taraf akeli mohabbat hai

ek taraf ye sara jamana hai

aaj jane kya ho jana hai

aaj jane kya ho jana hai


ek taraf akeli mohabbat hai

ek taraf sara jamana hai

aaj jane kya ho jana hai

aaj jane kya ho jana hai


josh kitna bhala dil deewane mein hai

jor kitna bhala is jamane mein hai

josh kitna bhala dil deewane mein hai

aaj ye aazmana hai

aaj jane kya ho jana hai

aaj jane kya ho jana hai


ab jo hota hai ho jaye kuch gham nahi

ab jo hota hai ho jaye kuch gham nahi

aaj yad tum nahi aaj yad hum nahi

pyar aisa deewana hai

aaj jane kya ho jana hai

aaj jane kya ho jana hai


hamne jab pyar karne ka

wada kiya wada kiya

hamne jab pyar karne ka

wada kiya wada kiya

sath jine ka marne ka

wada kiya wada kiya

ab ye wada nibhana hai

aaj jane kya ho jana hai

aaj jane kya ho jana hai


ek taraf akeli mohabbat hai

ek taraf ye sara zamana hai

aaj jane kya ho jana hai

aaj jane kya ho jana hai

aaj jane kya ho jana hai.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)