jalwanuma

jalwanuma lyrics

Details
Singer Sharib-toshi
Genre Love
Language Hindi
Album Ghost
Poster jalwanuma
play
Lyrics

teri saadgi

teri dilkashi

teri baat aaye na

aisa kabhi hota nahi

teri yaad aaye na


teri yaadon mein hoon khoya

kayi raaton se na soya

raha tanha hassa roya

ho..


jalwanuma tu har jagah

tu har kahin hai jaana

tere bina jeena mera

mumkin nahi hai jaana


mere khyaalon mein tu

dil ke sawalon mein tu

armaan hai mujh mein bus tera



shab ke andheron mein tu

din ke ujaalon mein tu

har lamha tujhse hai juda


jab shaam dhale

har saans jale

na zor chale mera


jalwanuma tu har jagah

tu har kahin hai jaana

tere bina jeena mera

mumkin nahi hai jaana


khwaabon ki baarish mein tu

jeene ki khwaaish mein tu

behte labon mein tu rawaan


fitrat iraadon ki tu

hasrat hai raaton ki tu

subah ki tu hi iltaja


hai dil ki sadaa

ab door na ja

tu chaino sukoon mera


jalwanuma tu har jagah

tu har kahin hai jaana

tere bina jeena mera

mumkin nahi hai jaana


jalwanuma tu har jagah

tu har kahin hai jaana

tere bina jeena mera

mumkin nahi hai jaana


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)