Singer | K.s.chithra |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Pardes |
are ganga tu kaahe jaaye pardes
kaahe jaaye pardes
chhodke apna des, apna des
chhodke apna des
ganga chali kahan kasam tod ke
hume chhod ke
ganga chali tu kahan kasam tod ke
hume chhod ke
piya mere piya
jahan piya wahan main
mere piya wahan main
des chhudaaya pardes bulaaya
des chhudaaya pardes bulaaya
sandes ye aaya mere naam
jahan piya wahan main
mere piya wahan main
main kya karoon mere raam
aam aam aam aam
jahan piya wahan main
mere piya wahan main
aisa lagta hai ki dil ke
andar kuchh toot raha hai
baabul ke aangan mein
mera bachpan chhoot raha hai
main khush bhi hoon udaas bhi
nadiyaan mein jaise pyaas bhi
main kya karoon meri raam
aam aam aam aam
jahan piya wahan main
mere piya wahan main
chaandi ki katori sone ka pitaara
chaandi ki katori sone ka pitaara
lage maiya meri mujhko
saasu ne pukaara
laali kaajal powder bindiya
laali kaajal powder bindiya
lage meri maiya mujhko
saiya ne pukaara
andekha anjaana sa
ek sapna dekh rahi hoon
apne mann ke darpan mai
mukh apna dekh rahi hoon
ye main hoon ya koi aur hai
sanjog pe kiska zor hai
main kya karoon meri raam
aam aam aam aam
ganga chali kahan kasam tod ke
hume chhod ke
humei chhod ke
wahan main,wahan main
jahan piya wahan main
wahan main,wahan main.