jaane jan kehke bulaya

jaane jan kehke bulaya lyrics

Poster jaane jan kehke bulaya

jaane jan kehke bulaya

lyrics/Album : Ghar Ka Sukh
Details
Singer Alka Yagnik & Suresh Wadkar
Genre Romantic
Language Hindi
Album Ghar Ka Sukh
Poster jaane jan kehke bulaya
play
Lyrics

jane jaa kehke bulaya

to bura maan gaye

haale dil apna sunaya

to bura maan gaye

jane jaa kehke bulaya

to bura maan gaye

haale dil apna sunaya

to bura maan gaye

ham to samjha the tumhe

husna ka sacha aashiq

tumne humko hi banaya

to bura maan gaye

ham to samjha the tumhe

husna ka sacha aashiq

tumne humko hi banaya

to bura maan gaye


dekho tum kal bhi nahin

aaye the wada karke

aaj aaye hain to jagahde

ka irada karke

dekho tum kal bhi nahin

aaye the wada karke

aaj aaye hai to jagahde

ka irada karke

apni marji ke malik hain

hame parva kiski

kya karoge agar wada

karke mukar jaayege

haay tere waade

pey jeeye hum

to e jaan jhuk jaana

ki khusi se mar

na jaate hum

agar ik baar hote

bade aaye shayar

chhod do mujhe


jaane kis kis ki ghajal

roj suna karte ho

maine ik sher sunaya

to bura maan gaye

jaane kis kis ki ghajal

roj suna karte ho

maine ik sher sunaya

to bura maan gaye

ham to samjha the tumhe

husna ka sacha aashiq

tumne humko hi banaya

to bura maan gaye


jo bhi rushwahi huyi

uska gunehgaar hoon mein

jo bhi rushwahi huyi

uska gunehgaar hoon mein

pyaar karta hoon uska

talabgaar hoon mein

jab bhi mila karte ho

tab tab pareshaan karte ho

aisi dewani mohabaat se

bejaab hoon mein

dil mein hain pyaar magar

hothon pe ikraar nahin

aayina hamne dikhaya

toh bura maan gaye

dil mein hain pyaar magar

hothon pe ikraar nahin

aayina hamne dikhaya

toh bura maan gaye

ham to samjha the tumhe

husna ka sacha aashiq

tumne humko hi banaya

to bura maan gaye


maheka maheka ye baharon

ka hasi mausam hain

aise mein door kyun mujh se

mere hamdam hain

maheka maheka ye baharon

ka hasi mausam hain

aise mein door kyun mujh se

mere hamdam hain

aise mausam mein bahek

jaane ka dar hain warna

jo tumhara hain wahi

hamara aalam hain sach

phir to aajao meri

baahon mein jaane jaa

ab gusse mein ye na

kahena boora maan gaye

rutha jaana toh haseeno

ki adaa hoti hain

phir ab maan bhi laao

lo hum maan gaye

laa laa la laa la laaa…

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)