jaana tune jaana nahin

jaana tune jaana nahin lyrics

Poster jaana tune jaana nahin

jaana tune jaana nahin

lyrics/Album : Andaz Apna Apna
Details
Singer Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam & Behroze Chaterjee
Language Hindi
Album Andaz Apna Apna
Poster jaana tune jaana nahin
play
Lyrics

jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi

tuhi toh hai mera apna, haila!

teri kasam mein kya kahun

ki tujh ko mein chahu kitna, hailaa!


jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi

tuhi toh hai mera apna, haila!

teri kasam mein kya kahun

ki tujh ko mein chahu kitna, hailaa!


ho ho ho ho..

allah allah yeh hua kya

dekh ti ho iss nazar se

aaj suraj ye kidar se

yun nikhal pada!

mein tho uhi ban rahi thi

varna tujh pe pehle din hi

sun ke teri chikini baatein

dil phisal pada!


allah allah yeh hua kya

dekh ti ho iss nazar se

aaj suraj ye kidar se

yun nikhal pada!

mein tho uhi ban rahi thi

varna tujh pe pehle din hi

sun ke teri chikini baatein

dil phisal pada!


pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari

ke apna yehi tha sapna

pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari

ke apna yehi tha sapna

jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi

tuhi toh hai mera apna

hayee.. teri kasam mein kya kahun

ki tujh ko mein chahu kitna

jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi

tuhi toh hai mera apna

teri kasam mein kya kahun

ki tujh ko mein chahu kitna


ho..

dekh zalim haal mera..

mere khesu mera chehara

tere bin hai sab andhera hayi kya karun

dekh zalim haal mera..

mere khesu mera chehara

tere bin hai sab andhera hayee kya karun

arey pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari

ke apna yehi tha sapna

arey pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari

ke apna yehi tha sapna

jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi

tuhi toh hai mera apna, aha!

teri kasam mein kya kahun

ki tujh ko mein chahu kitna

jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi

tuhi toh hai mera apna, haila!

teri kasam mein kya kahun

ki tujh ko mein chahu kitna


uimaa…

bandu bol mera kya banega..kya banega

aaaa…tujh ko tho chidiya milgayi

aaaa…sone ki chidiya milgayi

teri tho ban gaye yaara

rehgaya mein khuwara

rehgaya mein khuwara..

mein khuwara..mein khuwara

tujh ko tho chidiya milgayi

hayee…sone ki chidiya milgayi

sone ki chidiya milgayi

sone ki chidiya milgayi.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)