jaa sanam mujhko hai

jaa sanam mujhko hai lyrics

Poster jaa sanam mujhko hai

jaa sanam mujhko hai

lyrics/Album : Na Tum Jaano Na Hum
Details
Singer Kamaal Khan & Sneha Pant
Genre Sad
Language Hindi
Album Na Tum Jaano Na Hum
Poster jaa sanam mujhko hai
play
Lyrics

jaa sanam mujhko hai
pyaar pe aitbaar
main karungi tera intezaar
jaa sanam mujhko hai
pyaar pe aitbaar
main karungi tera intezaar
main itni dur chala jaaunga
tujhe yaad bhi na aaunga
yeh baat hai aur janam ke
tujhe main bhul na paaunga
jaa sanam mujhko hai
pyaar pe aitbaar
main karungi tera intezaar
jaa sanam mujhko hai
pyaar pe aitbaar
main karungi tera intezaar
main itni dur chala jaaunga
tujhe yaad bhi na aaunga
yeh baat hai aur janam ke
tujhe main bhul na paaunga

tumse hi thi meri zindagi
lekin yeh kya hua
tumse hi thi meri zindagi
lekin yeh kya hua
tumbin bhi main ji raha hun
main kaisa hun bewafa
jaa sanam aayi phir
laut ke yeh bahaar
main karungi tera intezaar
jaa sanam mujhko hai
pyaar pe aitbaar
main karungi tera intezaar
main itni dur chala jaaunga
tujhe yaad bhi na aaunga
yeh baat hai aur janam ke
tujhe main bhul na paaunga
main itni dur chala jaaunga
tujhe yaad bhi na aaunga
yeh baat hai aur janam ke
tujhe main bhul na paaunga

shayad kabhi kahin
tum me meri mile khabar
shayad kabhi kahin
tum me meri mile khabar
kar lena yaad bas mujhe
mumkin ho yeh agar
jaa sanam tere saath
meri jaan hai meri aaj
main karungi tera intezaar
main itni dur chala jaaunga
tujhe yaad bhi na aaunga
yeh baat hai aur janam ke
tujhe main bhul na paaunga
main itni dur chala jaaunga
tujhe yaad bhi na aaunga
yeh baat hai aur janam ke
tujhe main bhul na paaunga.
You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)