ja sajna

ja sajna lyrics

Details
Singer Alka Yagnik & Udit Narayan
Genre Heart Break
Language Hindi
Album Raja
Poster ja sajna
play
Lyrics

jaa sajna, tujhko bhula diya

jaa sajna, tujhko bhula diya

vaada kiya hasaane ka mujhko rula diya

jaa sajna, tujhko bhula diya

jaa sajna, tujhko bhula diya

todke saari kasmon ko tune daga diya

jaa sajna, tujhko bhula diya

jaa jaa sajna, tujhko bhula diya


patthar hai tera dil dil nahin

is pyaar ke tu kaabil nahin

teri ragon mein behti jafa

tu kya karega mujhse vafa

mujhko diye tune voh gham

bhoolongi na main tere sitam

kya hai teri haqeeqat yeh tune bata diya

jaa sajna, tujhko bhula diya

jaa sajna, tujhko bhula diya

vaada kiya hasaane ka mujhko rula diya

jaa sajna, tujhko bhula diya

jaa jaa re jaa sajna, tujhko bhula diya


hmm, kaisi haalat hai meri, aa tujhe main bataaoon

kya kahaani hai meri, aa tujhe main sunaaoon

kaisi haalat hai meri, aa tujhe main bataaoon

kya kahaani hai meri, aa tujhe main sunaaoon

aa aa aa aa aa aa, aa aa aa aa, aa aa aa aa aa, aa aa aa

aa aa aa aa aa, aa aa aa aa aa

sab ki nazar mein yeh pyaar tha

main raaste ki deewar tha

kisne yahan pe ki hai khata

kisko mili hai uski saza

sach kya hai yeh jab jaanegi tu

meri vafa ko maanegi tu

maine teri nafrat ko dil se laga liya


jaa sajna, tujhko bhula diya

jaa jaa re jaa sajna, tujhko bhula diya

vaada kiya hasaane ka mujhko

vaada kiya hasaane ka mujhko rula diya

jaa sajna, tujhko bhula diya

jaa jaa sajna, tujhko bhula diya

jaa jaa re jaa sajna, tujhko bhula diya

jaa sajna, tujhko bhula diya.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)