Singer | Sonu Nigam, Alka Yagnik & Kumar Sanu |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Kurukshetra |
ishq hai chandi ishq hai sona, ishq hai hire moti
ishq agar na hota logo ye duniya nahi hoti
koi ye bataye ishq hota hai kya
kyu hota hai isme hota hai kya
kabhi dil ghabraye, kabhi nind ud jaye, kahi chain na aaye
ishq bhi kya chij hai, ishq bhi kya chij hai

ye kya chij hai, kabhi sapne dikhaye, kabhi umide badaye
ishq bhi kya chij hai, ishq bhi kya chij hai
dil khoya khoya rahe, khuch bhi achha na lage
jag sara jhutha lage, mahbub sachha lage
ye to hai aisi saja, aata hai jisme maja, aata hai jisme maja
kabhi sawan barsaye, kabhi sole badhkaye, kai mosam ye dikhaye
ishq bhi kya chij hai, ishq bhi kya chij hai
ishq bhi kya chij hai, ishq bhi kya chij hai
ho chahe jo bhi najar, hota hai is ka asar
mumkin bhulana nahi, ye to hai aisa safar
dil se dil jo mile, hote shuru silsile, hote shuru silsile
kabhi kaha nahi jaye, kabhi saha nahi jaye, chup raha nahi jaye