Singer | Anuradha Paudwal |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Ghar Aaya Mera Pardesi |
ik sukh ka ik dukh ka mausam
pathjad kabhi baha
khel vidhata baithe khele
khele rang hazaar
samaj na paya insaan koi
kabhi bhi uska paar
khushiya bharta jholi mein
par aansu deta saat
ik sukh ka ik dukh ka mausam
neend khuli to tuta sapna
sapna ek salona
ho tut gaya to kya ab rona
mitti ka tha khilona
likha hai jo hona hai wo
sab kismat ke haath
khel vidhata baithe khele
khele rang hazaar
ik sukh ka ik dukh ka mausam
tumne mujhse pyar kiya hai
ye kab tumne kaha tha
ho meri nazar ka mauka tha jo
bani raha saja tha
aansu mere beh nikle to
gajra ho gaya saaf
khel vidhata baithe khele
khele rang hazaar
ik sukh ka ik dukh ka mausam
pathjad kabhi baha
khel vidhata baithe khele
khele rang hazaar
khele rang hazaar
khele rang hazaar.