Singer | Akshara Singh |
Language | Bhojpuri |
kya bole the?
bulati hai magar jaane ka nahi
sun!
maine na bulaya, na na..
maine na bulaya, na bulaya
na bulaya..
pehle aap hum marte hai
phir hum aap marte hai
jab hum aap pe marte hai
tab aap kahi aur marte hai
kehte ho bulati hai jaane ka nahi
haan, haan, haan jaane ka nahi
toh sun!
hum bulaibe nahi kiye
edhar aane ka nahi
maine na bulaya idhar aane ka nahi
maine na bulaya idhar aane ka nahi
aane ka nahi
babu sohna jaadu tona
chochle hai faltu
ye karo wo na karo
ye karo wo karo na karo haan karo
chup bey!
samjha hai kya paltu..
pehle kehte ho main hu tumhara sanam
ye rista nibhaunga janmo janam
ek jhatke mein hi dil ko tod jaate ho
fir tanha akela hi chhod jate ho
bada roye hai hum ab rulane ka nahi
rulane ka nahi
suno!
jahan marte ho wahi maro
edhar aane ka nahi
maine na bulaya idhar aane ka nahi
maine na bulaya idhar aane ka nahi
oh hero, don’t try again
love you miss you oh jaanu
ye rat lete ho
kaam apna nikalate hi kat lete ho
fir humko hi kehte galat yaar tum
aur dikhate ho humko ye sansaar tum
dekhi duniya bahut ab dikhane ka nahi
dikhane ka nahi
kya bole the?
bulati hai magar jaane ka nahi
sun!
maine na bulaya edhar aane ka nahi
sun!
maine na bulaya edhar aane ka nahi
sun!
aane ka nahi
sun!
aane ka nahi..