hum to mohabbat karega

hum to mohabbat karega lyrics

Poster hum to mohabbat karega

hum to mohabbat karega

lyrics/Album : Hum To Mohabbat Karega
Details
Singer Sonu Nigam, Anu Malik & Sunidhi Chauhan
Genre Dance
Language Hindi
Album Hum To Mohabbat Karega
Poster hum to mohabbat karega
play
Lyrics

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat

jabse dekha tumko

ey jaadugar haseen

us din se to yeh dil

kahin lagta hi nahin

tabse haal kya hai kahu kya

dil hai deewana tumhara

karta bhi kya haaye bechara

dil hai deewana tumhara

jabse dekha tumko

ey jaadugar haseen

tabse mera bhi dil

kahin lagta nahi nahin

us din se na pucho hua kya

dil hai deewana tumhara

karta bhi kya haaye bechara

dil hai deewana tumhara

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat


hum to mohabbat

karega hum to mohabbat

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat

milte hi yaha to abhi se hulchul

badhi hai jalta hai seena

haath laga ke zara dekho

kaisa mujhe bhi aaye paseena

milte hi yaha to abhi se hulchul

badhi hai jalta hai seena

haath laga ke zara dekho

kaisa mujhe bhi aaye paseena

bura haal dono ka yaara

dil hai deewana tumhara

karta bhi kya haaye bechara

dil hai deewana tumhara

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat


rahi jo yahi bekraari

anjaam aage jaane kya hoga

abhi sambhala tha jigar ko ke

aisa dhadka yeh dil ke tauba

rahi jo yahi bekraari anjaam

aage jaane kya hoga

abhi sambhala tha jigar ko ke

aisa dhadka yeh dil ke tauba

dikhne laga din mein taara

dil hai deewana tumhara

karta bhi kya haaye bechara

dil hai deewana tumhara

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat

jabse dekha tumko

ey jaadugar haseen

us din se to yeh

dil kahin lagta hi nahin

tabse haal kya hai kahu kya

dil hai deewana tumhara

karta bhi kya haaye bechara

dil hai deewana tumhara

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat

hum to mohabbat

karega hum to mohabbat.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)