Singer | Asha Bhosle & Amit Kumar |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Zulm Ki Hukumat |
jab shole se milti hain
koi shabnam jado mein
ek aag sulagti hain
barfile pahado mein
jab shole se milti hain
koi sabanm jado mein
ek aag sulagti hain
barfile pahado mein
ham apki zulfo se khlele
ham apko baho mein le le
kahin aap bura to nahin manenge
kahin aap bura to nahin
manenge, bolo na
ham aapki zulfo se khlele
ham aapko baho mein le le
kahi aap bura to nahin manenge
kahi aap bura to nahin manenge
hamne dekha na hamne
roka na kaise dil kho gaya
ham the deewane hamne
na jana kaise kya ho gaya
hamne dekha na hamne
roka na kaise dil kho gaya
ham the deewane hamne
na jana kaise kya ho gaya
dekho hame ho tadapao
na, chhodo hato yun satao na
ham apka dil bahlayenge,
jaha dard uthe sahlayenge
kahi aap bura to
nahin manenge
kahi aap bura to
nahin manenge, naa re na
kasme chahat ki ham na
todenge aao vada kare
ham dilwale hain ham
matwale hain logo se kyu dare
kasme chahat ki ham na
todenge aao vada kare
ham dilwale hain ham
matwale hai logo se kyu dare
jawa jawa ye rut ayi hain,
kaisi kaisi ye tanhayi hain
ham apki pyas bujhayenge,
zulfo ki ghata bikhrayenge
kahi aap bura to
nahin manenge
kahi aap bura to
nahin manenge, bolo na
rat bhi hai tanhayi bhi
bhiga bhiga mosam bhi
kuch aap bhi khoye khoye se
kuchh bahke bahke se ham bhi
tum jabse hamko mile ho
sanam duniya ko
bhul gaye hain ham
koi dekh na le in raho mein,
tum hamko chhupa lo baho mein
madhosh fizao mein jhume
hothon ko hothon se chume
kahi aap bura to
nahin manenge
kahi aap bura to
nahin manenge, bolo na
ham apki zulfo se khlele
ham apko baho me le le
kahin aap bura to nahin
manenge, na re na
kahin aap bura to nahin
manenge, na re na
kahin aap bura to nahin
manenge, na re na.