ho nahin sakta

ho nahin sakta lyrics

Poster ho nahin sakta

ho nahin sakta

lyrics/Album : Diljale
Details
Singer Udit Narayan
Genre Love
Language Hindi
Album Diljale
Poster ho nahin sakta
play
Lyrics

hay hay..ho..hmm..


ho nahin sakta, ho nahin sakta

ho nahin sakta, ho nahin sakta

kisike ishq mein khud ko mitaaloon

ho nahin sakta, ho nahin sakta

ho nahin sakta, ho nahin sakta

kisiki yaad mein neendein udaaloon

ho nahin sakta, ho nahin sakta

ho nahin sakta, ho nahin sakta

mere khwaabon mein jo ladki hai

sach much ho nahin sakti

mere khwaabon mein jo ladki hai

sach much ho nahin sakti

kisiko bhi main khwaabon mein basaaloon

ho nahin sakta, ho nahin sakta

ho nahin sakta, ho nahin sakta


is dil ke, kaagaz pe

khwaabon ke, rangon se

chhalki jo, tasveer hai

hothon mein, kaliyaan hain

aankhon mein, saagar hai

zulfon mein, zanjeer hai

dilnashin hai woh, woh naazneen

saari duniya mein, sabse haseen

jo hai tasveer is dil mein

kahin woh mil nahin sakti

jo hai tasveer is dil mein

kahin woh mil nahin sakti

aur uske bin kahin dil main lagaaloon

ho nahin sakta, ho nahin sakta

ho nahin sakta, ho nahin sakta

kisike ishq mein khud ko mitaaloon

ho nahin sakta, ho nahin sakta

ho nahin sakta, ho nahin sakta


sapnon ke, darpan mein

palkon ki, chilman mein

mere man mein, rehti hai jo

rangat hai, khushboo hai

nagma hai, jaadu hai

kya kehna, aisi hai woh

mere khwaabon ki, moorat hai woh

kya kahen kaisi, soorat hai woh

jise dil dhoondhe duniya

mein kahin ho hi nahin sakti

jise dil dhoondhe duniya

mein kahin ho hi nahin sakti

to phir yeh dil ki duniya main sajaaloon

ho nahin sakta, ho nahin sakta

ho nahin sakta, ho nahin sakta

mere khwaabon mein jo ladki hai

sach much ho nahin sakti

mere khwaabon mein jo ladki hai

sach much ho nahin sakti

kisiko bhi main khwaabon mein basaaloon

ho nahin sakta, ho nahin sakta

ho nahin sakta, ho nahin sakta.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)