Singer | Iqbal Sabri & Afzal Sabri |
Genre | Qawwali |
Language | Hindi |
Album | Ghulam-e-mustafa |
mere mehbub tere chand se chehre ki kasam
tu kahe to main teri mang me afsa bhardu
is hasi rat pe jannat ka guma hota hai
apni khusiya teri khusiyo pe nichawar kar du
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ab tujhe pyar ka
ab tujhe pyar ka
ab tujhe pyar ka aayina mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ye raz ishk kya hai tujhe kuchh pata nahi
ye raz ishk kya hai tujhe kuchh pata nahi
is dil me tu hi tu hai koi dusra nahi
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ab tujhe pyar ka
ab tujhe pyar ka
ab tujhe pyar ka aayina mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
phulo ka tapasum hai kaliyo si jawani hai
phulo ka tapasum hai kaliyo si jawani hai
tu meri mohabbat ki pakiza kahani hai
tu meri mohabbat ki pakiza kahani hai
mai ishk ki raho me hasti ko mita dunga
tu mujhpe sitam karle mai tujhko dua dunga
o meri jindagi mujhko hai khushi
aaj tujho tera dilruba mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ye teri jawani tauba
ho rup ki rani tauba
ye chand sa mukhada tauba
hai nur ka tukda hai tauba
ye mast adaye tauba
julfe hai ghataye tauba
ye nargi si aanhke tauba
ye marmari bahe tauba
ye gal gulabi tauba
ye chal shrabi tauba
mahzim e taran nu tauba
hotho ka tapasum tauba
o meri mahzabi o meri nazami
kya batau mujhe aaj kya mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
tamam umar bhi aasu agar bahayenge
tamam umar bhi aasu agar bahayenge
gujar gaye hai jo lamhe kabhi an ayenge
gujar gaye hai jo lamhe kabhi an ayenge
jamana ungaliya tujhpe uthayega kaise
hum isse pahle tera shahar chhod jayenge
meri jane jigar tu mera gum na kar
kam se kam tujhko to asra mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
janeman jane jigar dekhle ek nazar
janeman jane jigar dekhle ek nazar
ho janeman jane jigar dekhle ek nazar
dekhle ek nazar ek nazar jane jigar
janeman jane jigar dekhle ek nazar
janeman jane jigar dekhle ek nazar
meridunai ke andhero me ujale karde
jindagi bhar ki tamnnao ko pura kar de
janeman jane jigar dekhle ek nazar
janeman jane jigar dekhle ek nazar
dil ki ujadi hui dunia basane ke liye
jindagi bhar ke liye sath nibhane ke liye
or kya chahiye ulfat ke parastano ko
tod tod de in rasmo ki diwaro ko
janeman jane jigar dekhle ek nazar
janeman jane jigar dekhle ek nazar
teri har ek khushi ho mubarak tujhe
ab tujhe hasrato ko khuda mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ab tujhe pyar ka
ab tujhe pyar ka
ab tujhe pyar ka aayina mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya
ho mubarak tujhe humnava mil gaya.