ho aaj majhab koi

ho aaj majhab koi lyrics

Poster ho aaj majhab koi

ho aaj majhab koi

lyrics/Album : Censor
Details
Singer Kavita Krishnamurthy, Roop Kumar Rathod & Vinod Rathod
Genre Dance
Language Hindi
Album Censor
Poster ho aaj majhab koi
play
Lyrics

ho aaj majhab koi ek aisa naya

aaj majhab koi ek aisa naya

dosto iss jahan mein chalaya jaaye

ho aaj majhab koi ek aisa naya

dosto iss jahan mein chalaya jaaye

jisme insaan insaan banke rahe aa

jisme insaan insaan banke rahe

aur gulshan ko gulshan banaya jaaye

aaj majhab koi ek aisa naya

dosto iss jahan mein chalaya jaaye

aaj majhab koi ek aisa naya

dosto iss jahan mein chalaya jaaye

jisme insaan insaan banke rahe

aur gulshan ko gulshan banaya jaaye

aaj majhab koi ek aisa naya

dosto iss jahan mein chalaya jaaye


aa jisase badhakar koi kitab nahi

are jiska milta koi jawab nahi

umr bhar chadh kar jo nahi utare

woh nasha hai magar sharab nahi

use pyar zamana kehta hai

uska deewana rehta hai

yeh aisa hai rangin nasha

yeh jitna chadhe utna hi maza

yeh jitna chadhe utna hi maza

yeh jitna chadhe utna hi maza

hontho pe gulab yahi toh hai

aankho mein khwab yahi toh hai

galo pe shabab yahi toh hai

ghunghat mein hijab yahi toh hai

hontho pe gulab aankho mein khwab

galo pe shabab ghunghat mein hijab

yahi to hai yahi to hai

yahi to hai yahi to hai


isko paya mira ne

isko hi gaya kabira ne

o har ruh ki aawaz hai yeh

sabse sundar sajh hai yeh

jis se roshan padosi ka aangan rahe

ho jis se roshan padosi ka aangan rahe

woh diya har ghar mein jalaya jaaye

jisme insaan insaan banke rahe

aur gulshan ko gulshan banaya jaaye

aaj majhab koi ek aisa naya

dosto iss jahan mein chalaya jaaye


aa yeh chhav bhi hai aur dhup bhi hai

rup bhi hai aur anup bhi hai

yeh shabnam bhi angar bhi hai

yeh megh bhi hai malhar bhi hai

are isme duniya ki javani hai

yeh aag key bhitar pani hai

yeh ruh ka ek sarovar hai

khatare mein ek samandar hai

khatare mein ek samandar hai

khatare mein ek samandar hai

isme duniya ki javani hai

yeh aag key bhitar pani hai

yeh ruh ka ek sarovar hai

khatare mein ek samandar hai

shayar ka haseen tasavur hai

sangit ka ek svayamvar hai

shayar ka haseen tasavur hai

sangit ka ek svayamvar hai

yeh sabko sab kuch deta hai

aur badle mein badle mein badle mein

bas dil leta hai dil leta hai

bas dil leta hai dil leta hai

iska jo karam aaj ho jaaye

iska jo karam aaj ho jaaye

to yeh mehfil bhi jannat si ho jaaye

to yeh mehfil bhi jannat si ho jaaye

iska jo karam aaj ho jaaye

iska jo karam aaj ho jaaye

to yeh mehfil bhi jannat si ho jaaye

jisme insaan insaan banke rahe

jisme insaan insaan banke rahe

aur gulshan ko gulshan banaya jaaye

aaj majhab koi ek aisa naya

dosto iss jahan mein chalaya jaaye

dosto iss jahan mein chalaya jaaye

dosto iss jahan mein chalaya jaaye

dosto iss jahan mein chalaya jaaye.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)