haya hoo kya masti

haya hoo kya masti lyrics

Details
Singer Alka Yagnik, Kumar Sanu & Udit Narayan
Genre Dance
Language Hindi
Poster haya hoo kya masti
play
Lyrics

haiyya hu kya masti kya jaadu

main aur tu kya masti kya jaadu

roz kahan hoti hai

dilbar aisi mulaqate

aankhon aankhon mein

karle aao dil ki baatein

haiyya hu kya masti kya jaadu

main aur tu kya masti kya jaadu

roz kahan hoti hai

dilbar aisi mulaqate

aankhon aankhon mein

karle aao dil ki baatein

haiyya hu kya masti

kya jaadu kya jaadu


aap ki saari baatein ajab si hai

bhoori bhoori aankhen gazab ki hai

aap ke jaisa chehraa yahan kahan

gesu haseen suneheraa yahan kahan


tu albela mast akela

tere jaisa koi hai

kahin naa kahin naa


haan haiyya hu

kya masti kya jaadu

main aur tu kya

masti kya jaadu


roz kahan hoti hai

dilbar aisi mulaqate

aankhon aankhon mein

karle aao dil ki baatein

haiyya hu kya masti

kya jaadu kya jaadu


kya hai mera fasaana suno suno

toota hai dil deewana suno suno

main yeh baat bataaoon kisse bhalaa

dard e jigar dikhaaoon kisse bhalaa


in zakhmon ko un lamhon ko

yaad karenge hum to

ab kabhi naa kabhi naa

hey haiyya hu kya masti kya jaadu

main aur tu kya masti kya jaadu


roz kahan hoti hai

dilbar aisi mulaqate

aankhon aankhon mein

karle aao dil ki baatein


haiyya hu kya masti

kya jaadu kya jaadu

hey hey hey hey oh ho ho ho


main hoon teri deewani mere sanam

tu hai meri kahaani mere sanam

maine tujhe hi socha teri kasam

maine tujhe hi chaaha teri kasam


dil mein mere armaan tere

tere jaisa naa hoga

kahin naa kahin naa

haiyya hu kya masti kya jaadu


main aur tu kya masti kya jaadu

roz kahan hoti hai

dilbar aisi mulaqate

aankhon aankhon mein

karle aao dil ki baatein haiyya hu

kya masti kya jaadu main aur tu

kya masti kya jaadu kya jaadu.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)