Singer | Nandini Srikar |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Queen |
saaye saaye phirte hain, jidhar mudhoon
baithi hai ruswaiyaan bhi uske door
hoo..behela phusla ke khudko,
naseehatein karoon
(jhooti moothi si, tooti phooti si)
ho dhundhli dhundli si,
main toh idhar-uhdar phiroon
(roothi roothi si)
harjaiyaan… mila woh
hone ko, juda kyun…
parchaiyaan… deke hi
mujhe woh gaya kyun
harjaiyaan… mila woh
hone ko, juda kyun…
parchaiyaan… deke hi
mujhe woh gaya kyun
gaya kyun..
kandhe yeh bhaari se
dinko dho nahi paate.. aahan..
chunti rahun main yeh lamhein
gir kyun hain jaate.. aahan..
kyun bunti main raahun…
kismat ke dhaage..
kyun khud hi main chiloon
ho.. udhte udhte reham se
main minnatein karoon
(jhooti moothi si, toothi phooti si)
ho.. kisko ab yeh padhi hai
main ukhdi ukdhi hoon
(roothi roothi si)
harjaiyaan… mila woh
hone ko, juda kyun..
parchaiyaan.. deke hi
mujhe woh gaya kyun
harjaiyaan… mila woh
hone ko, juda kyun..
parchaiyaan.. deke hi
mujhe woh gaya kyun
gaya kyun..