haan maine chookar dekha hain

haan maine chookar dekha hain lyrics

Poster haan maine chookar dekha hain

haan maine chookar dekha hain

lyrics/Album : Black
Details
Singer Gayatri Ganjawala
Genre Dance
Language Hindi
Album Black
Poster haan maine chookar dekha hain
play
Lyrics

mausam ki adla badli mein

pavan gulaabi ho jaati hain

haan maine chukar dekha hain

haan maine chukar dekha hain

raat sarak kar chalte chalte

bilkul aadhi ho jaati hain

haan maine chukar dekha hain

haan maine chukar dekha hain

mausam ki adla badli mein


garam gunguni dhoop se

baat ki hain maine

paani ke behne mein

haseen suni hai maine

sab kehte hain deep bujha hain

lekin baati so jaati hai

haan maine chukar dekha hain

haan maine chukar dekha hain

mausam ki adla badli mein


bin dastak ke aaye jo

woh pyar suna hain

bin bole man khole

woh adhikaar suna hain

lamhon ki ungli thaam ke

yaadein aangan mein aa jaati hain

haan maine chukar dekha hain

haan maine chukar dekha hain

mausam ki adla badli mein


thanda thanda ang boondon ka

mulaayam rang hai phoolon ka

choobne vale rang pehen kar

dulhan saj dhaj ke jaati hain

haan maine chukar dekha hain

haan maine chukar dekha hain.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)