gunaah

gunaah lyrics

Details
Singer Mustafa Zahid
Genre Sad
Language Hindi
Album Blood Money
Poster gunaah
play
Lyrics

gunaah kia dil maine, yaar ka todh ke

gunaah kia usse ik din, tanha chodh ke


gunaah kia dil maine, yaar ka todh ke

gunaah kia usse ik din, tanha chodh ke


tu milna paaye

hum jeena paaye

kahin marna jaaye

kaisi hai kaisi hai bebasi

dil phir se chaahey

teri hi panaahein

kahin mar na jaaye zindagi

gunaah kia dil maine, yaar ka todh ke


aankhien hai num, dhadhkan madham

ab maan jaa, ruthe sanam

saansein chubhan, toota sa mann

aur naa sataa, oh janeman



tu milna paaye

hum jeena paaye

kahin marna jaaye

kaisi hai kaisi hai bebasi

dil phir se chaahey

teri hi panaahein

kahin mar na jaaye zindagi

gunnah kia dil maine, yaar ka todh ke


na re na re nain ne naaa….


mera har pal ab toh bojhal

veeran sa, dil yeh har dum

lakhon hai gum, tanha hai hum

kaise sahein itna sitam


tu milna paaye

hum jeena paaye

kahin marna jaaye

kaisi hai kaisi hai bebasi

dil phir se chaahey

teri hi panaahein

kahin mar na jaaye zindagi

gunaah kia dil maine, yaar ka todh ke

gunaah kia usse ik din tanha chodh ke


aaaa….


gunaah kia..


gunaah kia..


aaaa…


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)