gabbar singh yeh kehkar gaya

gabbar singh yeh kehkar gaya lyrics

Poster gabbar singh yeh kehkar gaya

gabbar singh yeh kehkar gaya

lyrics/Album : 100 Days
Details
Singer Amit Kumar & Alka Yagnik
Genre Dance
Language Hindi
Album 100 Days
Poster gabbar singh yeh kehkar gaya
play
Lyrics

eye dar gayi ha ha ha

ik thi ladki bholi bhali,

har ahat se darne wali

baat baat pe ro deti thi wo

ik din ek chota sa bacha

umar mein jo tha bilkul kacha

pas mein ake ye bola uske

gabbal ching ye tah tal daya,

jo dal gaya wo mal gaya

gabbr singh ye kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

gabbr singh ye kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

nadan bacha hasi khel mein

kodi gajab ki dekar gaya

nadan bacha hasi khel mein

kodi gajab ki dekar gaya

gabbr singh ye kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

gabbr singh ye kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya


dilwalo ki hain yeh ada,

dilwalo ki hain yeh ada

jeene ka lete hain maja,

jeene ka lete hain maja

un bato se kya darna

jin par jor nahin apna

gabbr singh yeh kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

gabbr singh yeh kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

nadan bacha hasi khel mein

kodi gajab ki dekar gaya

nadan bacha hasi khel mein

kodi gajab ki dekar gaya

gabbr singh yeh kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

gabbr singh yeh kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya


are bap re kya hua,

nakli khal pahan kar aye

gidad sher agar ban jaye

pal bhar dhak jama leta hai wo

aisa haa par logo ke pathar

khake bhage jab woh dum dabake

koi bache agar kahe usk

gabbl ching yeh tah tal daya,

jo dal gaya woh mal gaya

gabbr singh ye kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

gabbr singh ye kah kar gaya

o dar gaya woh mar gaya

kahte hain jab gidhad ki

aye mot to bhag kar

woh sahar gaya

kahte hain jab gidhad ki

aye mot to bhag kar

woh sahar gaya

gabbr singh ye kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya

gabbr singh ye kah kar gaya

jo dar gaya woh mar gaya


oro ko khata hain tu kya

are oro ko kahta hain tu kya

apne dil mein jhak jara,

apne dil mein jhak jara

bap ne mari na mendaki

beta teer andaz bana

gabal ching kya kah kal gaya,

jo dal gaya wo mal gaya.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)