Singer | Tanzeel Khan |
Language | Hindi |
dil mein jo chhupa
tumko kya pata hai
hona hai wahi
jo rabb ne hai likha
mere bewajah
hasne ki tu wajah hai
saya banke rehna chahta hoon
bas tera
itna kyun hai
hum mein faasla faasla
dukh se bhari hai yeh daastan
mana mera kuchh bhi nahi tu
phir bhi mere paas hi tu
ab tu hi yeh bata de
kya hai tujhse vaasta
mera yeh dil lalchaye
jab tu mere paas aaye
khwabon ke shehar mein
tu hai mera falsafa
mana mera kuchh bhi nahi tu
phir bhi mere paas hi tu
ab tu hi yeh bata de
kya hai tujhse vaasta
mera yeh dil lalchaye
jab tu mere paas aaye
khwabon ke shehar mein
tu hai mera falsafa
jaanu na kyun hai tera
ab bhi mujhpe
yeh asar yeh asar
chahat se aaj bhi
mere hai kyun
tu bekhabar
ab tu yeh bata
kya hai tera mera raabta raabta
hona na humse tu yun khafa
mana mera kuchh bhi nahi tu
phir bhi mere paas hi tu
ab tu hi yeh bata de
kya hai tujhse vaasta
mera yeh dil lalchaye
jab tu mere paas aaye
khwabon ke shehar mein
tu hai mera falsafa
mana mera kuchh bhi nahi tu
phir bhi mere paas hi tu
ab tu hi yeh bata de
kya hai tujhse vaasta
mera yeh dil lalchaye
jab tu mere paas aaye
khwabon ke shehar mein
tu hai mera falsafa