Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
Genre | Sad |
Language | Hindi |
Album | Badmaash Company |
chaani jo khaak to mitt ke sona, tu ban gaya
ghamon ki aag mein tap ke sooraj, tu ban gaya
chaani jo khaak to mitt ke sona, tu ban gaya
gamon ki aag mein tap ke sooraj, tu ban gaya
aaj paaya hai tuney, sab kho ke mureeda
mili jannat tujhe to, jab bigda naseeba
fakeera
fakeera
fakeeerraaaa
fakera
fakeeeraaa….
haathon se nikli manzil jab yeh daaman chhuth gaya
aye bekhabar tu benoor ho ke roshan ho gaya
bhari hai yeh khaali si jholi jo tu bhatka dar badar
yeh bhi na jaane yeh kaafir ki dua ka hai asar
jo taare se toota, sab khwaish milegi
zara haathon ko phailaa, mannatein sab milengi
fakeera
fakeera
fakeeerraaaa
fakera
fakeeeraaa….
hua tabah aur hadd se zyada khoya jab qaraar
udhi udhi tab saansein jaise udta hai gubaar
socha karey kis pal mein dil ko raahat hai mili
khuda ke ghar mein taalim tujhko gir ke jab mili
aaj paaya hai tuney, sab kho ke mureeda
mili jannat tujhe to, jab bigda naseeba
fakeera
fakeera
fakeeerraaaa
fakera
fakeeeraaa….