ek swarg hai aasman par

ek swarg hai aasman par lyrics

Poster ek swarg hai aasman par

ek swarg hai aasman par

lyrics/Album : Amba
Details
Singer Suresh Wadkar, Mohammed Aziz & Kavita Krishnamurthy
Genre Happy
Language Hindi
Album Amba
Poster ek swarg hai aasman par
play
Lyrics

ek swarg hain aasman par

ek swarg hain dharti par

ek swarg hain aasman par

ek swarg hain dharti par

aasma ke swarg se

sundar swarg ye hamara hain

waha jane kya hain kya nahin hain

yaha ghar hamara hain

ek swarg hain aasman par

ek swarg hain dharti par

aasma ke swarg se

sundar swarg ye hamara hain

waha jane kya hain kya nahin hain

yaha ghar hamara hain

ek swarg hain aasman par

ek swarg hain dharti par


oo ho ye sari duniya kahati hain

is ghar mein amba rahti hain

is ghar mein amba rahti hain

mat samjho ek makan hain ye

devi ma ka vardan hain ye

is baat ka sabko dhyan rahe

is dharti unchi shan rahe

humko ma tera kahana

jan se bhi pyara hain

waha jane kya hain kya nahin hain

yaha ghar hamara hain

ek swarg hain aasman par

ek swarg hain dharti par


meri aisi bahu aise bache

sanjog hain mere kitne achhe

sanjog hain mere kitne achhe

ma tu hum sabki mata hain

tujhe kon jiyada bhata hain

is ghar ki shan hain tum sabse

meri jaan mein jaan hain tum sabse

koi dil ka hai tukada

koi aankh ka tara hain

waha jane kya hain kya nahin hain

yaha ghar hamara hain

ek swarg hain aasman par

ek swarg hain dharti par


sapno ke dip jalo

aao pyar ki jyot jagao

aisi hai ye pyar ki jyoti

jo kabhi bhi kam na hoti

oo ho ye rat hai dipo wali

mana hain aaj diwali

mata teri mamta ka

ye sara ujiyara hain

waha jane kya hain kya nahin hain

yaha ghar hamara hai

ek swarg hain aasman par

ek swarg hain dharti par


ho din aaya bada ye rangila

din aaya bada ye rangila

rang bikhar gaya nila pila

ho mat chhed ha mat chhed

qayamat kar dugi

teri ma se shikayat kar dugi

teri ma se shikayat kar dugi

tohar ye logo holi ka

ya khel hai aankh micholi ka

pakaduga main pichhe doaduga

bhabhi tujhe rang ke chhoduga

ankhiya kaha hain devar ji

kaha ye ishara hain

ankhiya kaha hain devar ji

kaha ye ishara hain

waha jane kya hain kya nahin hain

yaha ghar hamara hain

ek swarg hain aasman par

ek swarg hain dharti par

aasma ke swarg se

sundar swarg ye hamara hain

waha jane kya hain kya nahin hain

yaha ghar hamara hain

ek swarg hain aasman par

ek swarg hain dharti par

ek swarg hain aasman par

ek swarg hain dharti par

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)