ek ravan ko ram ne mara, ek ravan ko mai marunga

ek ravan ko ram ne mara, ek ravan ko mai marunga lyrics

Poster ek ravan ko ram ne mara, ek ravan ko mai marunga

ek ravan ko ram ne mara, ek ravan ko mai marunga

lyrics/Album : Charnon Ki Saugandh
Details
Singer Kishore Kumar
Genre Dance
Language Hindi
Album Charnon Ki Saugandh
Poster ek ravan ko ram ne mara, ek ravan ko mai marunga
play
Lyrics

ek rawan ko ram ne mara ek rawan ko mai marunga

ek rawan ko ram ne mara ek rawan ko mai marunga

teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga

teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga


bol shri ram chandar ki jai ek rawan ko ram ne mara 

ek rawan ko mai marunga teri lanka aaj ujadunga

jai jai shri ram pukarunga teri lanka aaj ujadunga

jai jai shri ram pukarunga 


ye anokhi reet re bhaiya is neele akash tale

har koi ek baar jale lekin rawan har sal jale

ye anokhi reet re bhaiya is neele akash tale

har koi ek baar jale lekin rawan har sal jale

ab ke baras dharti ke sar se ab ke baras dharti ke sar se

mai ye bojh utarunga teri lanka aaj ujadunga

jai jai shri ram pukarunga teri lanka aaj ujadunga

jai jai shri ram pukarunga


jab anyay hua chali hai nayay ki talwar yaha

jab jab atyachar hua aya koi awtar yaha

jab anyay hua chali hai nayay ki talwar yaha

jab jab atyachar hua aya koi awtar yaha

ram na jane kab aaye ram na jane kab aaye

mai kab tak bat niharunga teri lanka aaj ujadunga

jai jai shri ram pukarunga teri lanka aaj ujadunga

jai jai shri ram pukarunga


ek rawan ko ram ne mara ek rawan ko mai marunga

teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga

teri lanka aaj ujadunga jai jai shri ram pukarunga

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)