ek hasina thi

ek hasina thi lyrics

Details
Singer Dominique Cerejo & Zubeen Garg
Genre Dance
Language Hindi
Album Gayab
Poster ek hasina thi
play
Lyrics

ek hasina thi

ek deewana tha

kya umar, kya samaa, kya zamana tha


ek hasina thi

hasina thi

ek deewana tha

deewana tha

kya umar, kya samaa, kya zamana tha


ek din woh mile

roz milne lage

ek din woh mile

roz milne lage

phir mohabbat huyi

bas qayamat huyi


kho gaye tum kahan

sunke yeh dastaan

log hairaan hain

kyunki anjaan hain


ishq ki woh gali

baat jiski chali

us gali mein

mera aana, jaana tha


ek hasina thi

ek deewana tha

kya umar thi, kya samaa tha, kya zamana tha

ek hasina thi

ek deewana tha


oos hasin ne kaha

oos hasin ne kaha

suno jaanewafa

yeh falak, yeh zameen

tere bin kuch nahin

tujhpe marti hoon main

pyaar karti hoon main


baat kuch aur thi

woh nazar-chor thi

uske dil mein chupi

chaah daulat ki thi

pyaar ka woh fakat

ek bahana tha


ek hasina thi

ek deewana tha

kya umar thi, kya samaa tha, kya zamana tha

ek hasina thi

ek deewana tha


bewafa yaar ne

apne mehboob se

aisa dhoka kiya

(aisa dhoka kiya) (dhoka dhoka)

(aisa dhoka kiya) (dhoka dhoka)

aisa dhoka kiya

zaher usko diya

(dhoka dhoka dhoka) (dhoka dhoka dhoka)

zaher usko diya


mar gaya woh jawan

mar gaya woh jawan

ab suno dastaan

janm leke kahin

phir woh pahucha wahin

shakl anjaan thi

katl hairaan thi

saamna jab hua

saamna jab hua

phir wahi sab hua

uspe yeh karz tha

uska yeh farz tha

farz ko karz apna chukana tha

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)