ek dhara ke jan gan

ek dhara ke jan gan lyrics

Poster ek dhara ke jan gan

ek dhara ke jan gan

lyrics/Album : Shortcut Safari
Details
Singer Sadhana Sargam
Genre Motivational
Language Hindi
Album Shortcut Safari
Poster ek dhara ke jan gan
play
Lyrics

lamha lamha aankhon mein bahe

chup rehke pal pal fisle

haathon mein magar kuchh kehke

yaadein chhalti sapna banke

aur kshitiz tak door kinaare

jaise taare choti jungnu jaise aasha

ek dilaasa ek dilaasa



lamha lamha aankhein bahe

chup rehke

gumsum gumsum sehmi saansein

chup reh ke pal pal fisle

dil ki dhadkan kuchh kehke

thagne aaye ghor andhera

aur kashitiz tak door kinaare

aur naa haar poorab nab mein

ek sitaara jag ujiyaara jag ujiyaara



faili door tak zameen aur ooncha aasmaan

mil rahein yahin kyun na chhod chhad kar

samay ko rok kar bas rahe yahin



chhod ke dagar ghum hai disha jaise

aur khonje ki bhi koi fikar nahin

ek taar se baandh rahe mann ko

aur bolne ki bhi ek wajah nahin



chhalati agni purvar yeh dhara

aur paani har pal karte

praano mein sarjan milar hi



kan kan judta banta jeevan

aur hawaayein sab jag behti

aazadi se ek dhara ke

jan gan saare sab hi pyare

sab hi pyaare



aakaash bhedkar sapne sametkar

huaa savera

aakaash bhedkar sapne sametkar

huaa savera

aakaash bhedkar sapne sametkar

huaa savera.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)