Singer | Udit Narayan & Alka Yagnik |
Genre | Dance |
Language | Hindi |
Album | Chhote Sarkar |
bahut suna takrar tumhra
ab inkar na karna
jo mangu vo hans ke
de de mar jaunga varna
arey mar jaunga varna, kya chiye baba
chuma chuma, chuma chuma
ek chuma tu mujko udhar dai de
ek chuma tu mujko udhar dai de
ek chuma tu mujko udhar dai de
aur badle mein, aur
badle mein upi bihar lai le
aur badle mein upi bihar lai le
meri chhamiya meri chhamiya
tu ha mein jawab dai de
meri chhamiya meri chhamiya
tu ha mein jawab dai de
aur badle mein, aur badle
mein delhi punjab lai le
aur badle mein delhi punjab lai le
pahle adao ki bijali girayi
main paas aau to nakhre dikhaye
pahleadao ki bijali girayi
main paas aau to nakhre dikhaye
nakhare dikaye
in hotho ke do char jam dai de
in hotho ke do char jam dai de
aur badle mein, aur badle
mein bangal asam lai le
aur badle mein bangal asam lai le
samjhegi tu jo na dil ka ishara
jayega fir kaha aashiq tumhara
samjhegi tu jo na dil ka ishara
jayega fir kaha aashiq tumhara
aashiq tumhara
mere haatho mein tu apna haath dai de
mere haatho mein tu apna haath dai de
aur badle mein, aur badle
mein bambai gujrat lai le
aur badle mein bambai gujrat lai le
na sona chandi na jagir mangi
na tera dil na hi tasveer mangi
na sona chandi na jagir mangi
na tera dil na hi tasveer mangi
tasveer mangi
meri jaa bas mujko apna bas pyar dai de
meri jaa bas mujko apna bas pyar dai de
aur badle mein,
aur badle mein sara sansar lai le
aur badle mein sara sansar lai le
hey, chhamiya arey chhamiya
hume jawab to dai de
arey bye are hansh ke.