eh kaash aisa hota

eh kaash aisa hota lyrics

Poster eh kaash aisa hota

eh kaash aisa hota

lyrics/Album : Rahul
Details
Singer Ustad Sultan Khan
Genre Sad
Language Hindi
Album Rahul
Poster eh kaash aisa hota
play
Lyrics

rat din pyar bin mera dil  na rota

rat din pyar bin mera dil  na rota

eh kaash aisa hota mai paida na hota

eh kaash aisa hota mai paida na hota


suna suna khali khali mujhko laga ghar apna

kal rat ko jag utha mai dekha maine sapana

aagan me ek pinjara pinjare me ek tota

eh kaash aisa hota mai paida na hota

eh kaash aisa hota mai paida na hota


upar se mai tuta nahi hu

andar se mai kat gaya hu

un dono me aadha aadha

lagata hai mai bat gaya hu

ma bap ka ek mai beta hu eklota

eh kaash aisa hota mai paida na hota

eh kaash aisa hota mai paida na hota


hona hi tha mujhko to

thi meri ma bhi wo thi

mai hansata to wo hansati

mai rota to wo roti

mai uski loriya sunke chain se sota

eh kaash aisa hota mai paida na hota

rat din pyar bin mera dil yu na rota

eh kaash aisa hota mai paida na hota

eh kaash aisa hota mai paida na hota.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)