do dilon ki dasta

do dilon ki dasta lyrics

Poster do dilon ki dasta

do dilon ki dasta

lyrics/Album : Main Solah Baras Ki
Details
Singer Anuradha Paudwal & Kumar Sanu
Genre Love
Language Hindi
Album Main Solah Baras Ki
Poster do dilon ki dasta
play
Lyrics

do dilo ki dastan mein

ishq to suruvat hai

do dilo ki dastan mein

ishq to suruvat hai

hai talisan ya zunoon ya

hai talisan ya zunoon ya

khwabo ki barat hai

khwabo ki barat hai

do dilo ki dastan mein

ishq to suruvat hai

hai talisan ya zunoon ya

hai talisan ya zunoon ya

khwabo ki barat hai

khwabo ki barat hai


pathro mein hai chupi

apni si kahaniya

apni si kahaniya

ho lamha ye jadu bhara

sadiyo ki saugat hai

sadiyo ki saugat hai

behichak tu mang le

behichak tu mang le

jo aaj tere man me hai

is janam ki baat kya

so janam ka sath hai

aapki har baat mein

hai halka nasha

ajnabi sehra mein jaise

ajnabi sehra mein jaise

khushiyo ki barsat hai

do dilo ki dastan mein

ishq to suruvat hai

hai talisan ya zunoon ya

hai talisan ya zunoon ya

khwabo ki barat hai

khwabo ki barat hai


ankahi bato mein dhundhe

zindagi ke faisle

zindagi ke faisle

ho jitna bhi ham tum mile

choti lage mulakat hai

choti lage mulakat hai

hamsafar hamrah hamdam

hamsafar hamrah hamdam

hamnawa ham hamkadam

din kaho to din kahe

raat kaho to raat hai

najare inayat ham karenge

waqt aane dijiye

dhai aksar prem ke

dhai aksar prem ke

mukht sar se baat hai

do dilo ki dastan mein

ishq to suruvat hai

hai talisan ya zunoon ya

hai talisan ya zunoon ya

khwabo ki barat hai

khwabo ki barat hai.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)