dil mein ho pyar

dil mein ho pyar lyrics

Poster dil mein ho pyar

dil mein ho pyar

lyrics/Album : Surakshaa
Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Dance
Language Hindi
Album Surakshaa
Poster dil mein ho pyar
play
Lyrics

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo

dil mein ho pyar to,

duniya ki har cheez suhani lagti hai

dil mein ho pyar to,

duniya ki har cheez suhani lagti hai

jine ka maja,

jine ka maja aata hai sanam

jine ka maja aata hai sanam

jab umar jawani lagti hai

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo

dil mein ho pyar to, duniya ki

har cheez suhani lagti hai

jine ka maja,

jine ka maja aata hai sanam

jine ka maja aata hai sanam

jab umar jawani lagti hai

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo


zindagi kuchh nahi aashiqi ke bina

zindagi kuchh nahi aashiqi ke bina

phul khilta nahi hai kali ke bina

meri pooja adhuri rahegi sada

meri pooja adhuri rahegi sada

ae sanam bas teri bandagi ke bina

haan sanam bas teri bandagi ke bina

ab to jindagi se,

ab to jindagi se badhke bhi

aji jindagi se badhke bhi

ye pyar ki nishani lagti hai

dil mein ho pyar to,

duniya ki har cheez suhani lagti hai

dil mein ho pyar to,

duniya ki har cheez suhani lagti hai

jine ka maja,

jine ka maja aata hai sanam

jine ka maja aata hai sanam

jab umar jawani lagti hai

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo


rang bharne lage dil ke jazbat mein

rang bharne lage dil ke jazbat mein

hath aaya jo tera mere hath me

main tera ho gaya baat hi baat mein

main tera ho gaya baat hi baat mein

pyar badhne laga har mulakat mein

pyar badhne laga har mulakat mein

do din ka milan,

do din ka milan bhi chaahat mein

do din ka milan bhi chaahat mein

sadiyo ki kahani lagti hai

dil mein ho pyar to,

duniya ki har cheez suhani lagti hai

jine ka maja,

jine ka maja aata hai sanam

jine ka maja aata hai sanam

jab umar jawani lagti hai

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo


tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo

tumse pyar ho gaya, to to

dil hamko de do, lo lo.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)