Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
Genre | Love |
Language | Hindi |
Album | Dedh Ishqiya |
ruk ruk ke kehte hain
jhuk jhuk ke rehte hain
ruk ruk ke kehte hain
jhuk jhuk ke rehte hain
dil ka mizaaj ishqiya
dil ka mizaj ishqiya
tanha hai logon mein
logon mein tanhaayi
dil ka mizaaj ishqiya
dil ka mizaaj ishqiya
chotein bhi khaayein
aur gungunaayein
aisa hi tha yeh
aisa hi hai yeh..
masti mein rehta hai
mastana saudai
dil ka mizaaj ishqiya
arey dil ka mizaaj ishqiya
sharmeela sharmeela
parde mein rehta hai..
dardon ke chhonke bhi
chupke se sehta hai
nikalta nahi hai..
gali se kabhi
nikal jaaye toh dil
bhatak jata.. hai
arey bachcha hai aakhir
behak jata hai..
khwaabon mein rehta hai
bachpan se harjaayi
dil ka mizaj ishqiya
dil ka mizaaj ishqiya..
gusse mein balkhana
gairon se jal jana
mushkil mein aaye toh
waadon se tal jana
ulajhane ki isko..
yun aadat nahi..
magar bewafaai..
sharafat nahi
yeh jazbaati hoke
chhalak jata hai..
ishq mein hoti hai
thodi si garmayi
dil ka mizaaj ishqiya
arey dil ka mizaaj ishqiya..
ruk ruk ke ishqiya..
jhuk jhuk ke ishqiya..
ruk ruk ke kehte hain (kehte hain.. kehte hain..)
jhuk jhuk ke rehte hain (rehte hain.. ishq.. ishq.. ishqiya..)
ishqiya.. ishqiya..