dil ka funda

dil ka funda lyrics

Poster dil ka funda

dil ka funda

lyrics/Album : Sharafat Gayi Tel Lene
Details
Singer Asees Kaur
Genre Love
Language Hindi
Album Sharafat Gayi Tel Lene
Poster dil ka funda
play
Lyrics

dil ka funda

dil denewala hi jaanta hai

khushi ka samma hai

jaane khushi se kyun darta hai


dil ka funda

dil denewala hi jaanta hai

khushi ka samma hai

jaane khushi se kyun darta hai

meri jaa kurbaan tujhpe ye dil magar

meri jaa anjaana saa hai ye safar

na bungala na mehngi gaadi

sapne hai mere paas

dene ko hai bas mera dil

phir bhi aaogi kyaa mere saath

aaogi kyaa


tu mila to huaa lakeeron par mujhe yakeen

har kadam chale saa teri aur

maanglu tujhse kyaa

tujhse meri zindagi

chahiye bas zara saa pyaar


meri jaa naadan hai tu is kadar

meri jaa samja na hai be asar

na bungala na mehngi gaadi

sapne hai mere paas

dene ko hai bas mera dil

phir bhi aaogi kyaa mere saath

aaogi kyaa


na kabhi thaa gila na koi shikayate

chunn liya tu apna hai

paa liya jo tujhe na koi ab hasrate

tut na jaaye sapna hai


dil ka funda

dil denewala hi jaanta hai

khushi ka samaa hai

jaane khushi se kyun darta hai

meri jaa meherbaan jo tu mujhpe agar

meri jaa ban jaana meri humsafar

na bungala na mehngi gaadi

sapne hai mere paas

dene ko hai bas mera dil

phir bhi aaogi kyaa mere saath

aaogi kyaa

phir bhi aaungi main tere saath

aaungi main.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)