dil hai deewana

dil hai deewana lyrics

Details
Singer Kumar Sanu & Sushma Shrestha
Genre Love
Language Hindi
Album Tada
Poster dil hai deewana
play
Lyrics

dil hai deewana bahke kadam hai

arman jawa hai masti mein hum hai

dil hai deewana bahke kadam hai

arman jawa hai masti mein hum hai

aankho mein kya hai halka nahsa hai

dil ki gali mein dilbar basa hai

pyar ka karishama hai yaar

dil hai deewana bahke kadam hai

arman jawa hai masti mein hum hai

aankho mein kya hai halka nahsa hai

dil ki gali mein dilbar basa hai

pyar ka karishama hai yaar

dil hai deewana bahke kadam hai

pyar ka karishama hai yaar


mai to deewana hu dildar ka

tanha lage zindagi bemaza

had se bhi aage gujar jana hai

chahat mein jina hai mar jana hai

dhalka hai aachal mahka hai kajal

chanki jo payal sine mein halchal

dhalka hai aachal mahka hai kajal

chanki jo payal sine mein halchal

bechain hai pal dhadkan hai pagal

teri ye bate karti hai ghayal

pyar ka karishama hai yaar

dil hai deewana bahke kadam hai

pyar ka karishama hai yaar


hasrat hai tujhpe mai marti rahu

sari umar ishk karti rahu

sapno ki dunia me kho jau main

sine pe sar rakh ke so jau main

rangila masuam thandi hawaye

sare badan me jadu jagaye

rangila masuam thandi hawaye

sare badan me jadu jagaye

kitni hasi hai teri adaye

dekhe tujhe hi meri nigahe

pyar ka karishama hai yaar

dil hai deewana bahke kadam hai

arman jawa hai masti mein hum hai

aankho mein kya hai halka nahsa hai

dil ki gali mein dilbar basa hai

pyar ka karishama hai yaar

dil hai deewana bahke kadam hai

pyar ka karishama hai yaar.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)