dhadkan mein tum

dhadkan mein tum lyrics

Details
Singer Alka Yagnik & Kumar Sanu
Genre Love
Language Hindi
Album Mela
Poster dhadkan mein tum
play
Lyrics

dil mera akela hai

khaabon ka mela

hum ho gaye gum

dhadkan mein tum

saanson mein tum

nindon mein tum

yaadon mein tum

dhadkan mein tum

saanson mein tum

dil mera akela hai

khaabon ka mela

hum ho gaye gum

dhadkan mein tum

saanson mein tum

neendon mein tum

waadon mein tum


hamane dhunda tumhe

haay kitane janam

sabne luta hamein

haay kitana sanam

kaise kaise kahein dil

mein kitane hai ghum

bhar do bhar do sanam

mera har ik jakham

tere jakhm bharu

tujhe pyaar karun

tere jakhm bharu

tujhe pyaar karun

teri aankhon mein aahon mein

baahon mein mera jahaan

tere kadam mere kadam

milkar chale ik hoke hum

dhadkan mein tum

saanson mein tum


had se aage mujhe

abb gujar jaane de

rokana ruh mein

abb utar jaane de

paas aa jaaneman

dil machal jaane de

shamma jalati hai

kyun abb pighal jaane de

tu jo chaahe karun

main jiyu ya maru

tu jo chaahe karun

main jiyu ya maru

tere armaano ki sej pe

abb toh nikalega dum

kar le kar le jitane sitam

teri kasam seh lenge hum

dil mera akela hai

khaabon ka mela

hum ho gaye gum

dhadkan mein tum

saanson mein tum

neendon mein tum

yaadon mein tum

dhadkan mein tum

saanson mein tum

neendon mein tum

yaadon mein tum


dhadkan mein tum o

o o saanson mein tum

neendon mein tum o

o o waadon mein tum.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)