dekhiye ye sansar hai

dekhiye ye sansar hai lyrics

Poster dekhiye ye sansar hai

dekhiye ye sansar hai

lyrics/Album : Sansar
Details
Singer S. P. Balasubrahmanyam
Genre Sad
Language Hindi
Album Sansar
Poster dekhiye ye sansar hai
play
Lyrics

dekhiye ye sansaar hain, dekhiye ye sansaar hain

yahi sansaar hain, ye sansaar hain 

dekhiye ye sansaar hain

matalab ka meet hain, ye paise ka yaar hain 

dekhiye ye sansaar hain

kya khushi ka daasta, kya fasaana ranj ka 

aadami ki zindagi hai, khel shatranj ki 

dekhiye ye sansaar hain

yahi sansaar hain, ye sansaar hain

dekhiye ye sansaar hain


ek beta apane farj se, jo pichhhe hat gaya 

aisa laga baap ko, ek haath kat gaya

gam se maa ka tut gaya dil, kaleja fat gaya 

is tarah se ek ghar, do gharo me bant gaya 

kal jahaatha pyaar, aaj ek spanaar hain

dekhiye ye sansaar hain

yahi sansaar hain, ye sansaar hain

dekhiye ye sansaar hain


kaanta laga paanw me to, haath paanw par gaya 

aanshu bhare aankh me to, man bhi dukh se bhar gaya 

dar ang-ang ka tan me, yu bikhar gaya

pyaar har kasam ki, har lakeer paar kar gaya 

man pe kisaka jor hain, kisaka akhtiyaar hain 

dekhiye ye sansaar hain

yahi sansaar hain, ye sansaar hain

dekhiye ye sansaar hain


kya suhaag raat hain, kya suhaag raat hain

kya suhaag hain 

ek tan ki bhukh hain, ek man ka raaj hain,

rang aur roop, chaar dil ke mehamaan hain 

ye sach hain is sach se, log anjaan hian 

ye tan ka rishtaa nahi, ye man ka pyaar hain 

dekhiye ye sansaar hain

yahi sansaar hain, ye sansaar hain

dekhiye ye sansaar hain

 

dard se bhara huaa, ye zindagi ka geet hain

milana aur bichhadan , yahi zindagi ki reet hain

saath rahe jo sadaa, kaun aisa meet hain

char din ki dosti, chaar din ki preet hain

kab yahaa ho kya bhala, koi etbaar hain

dekhiye ye sansaar hain

yahi sansaar hain, ye sansaar hain

dekhiye ye sansaar hain

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)