dekhiye aaj mehfil mein

dekhiye aaj mehfil mein lyrics

Poster dekhiye aaj mehfil mein

dekhiye aaj mehfil mein

lyrics/Album : Abu Kaliya
Details
Singer Jaani Babu Qawwal
Genre Qawwali
Language Hindi
Album Abu Kaliya
Poster dekhiye aaj mehfil mein
play
Lyrics

dekhiye aaj mehfil mein

hum to hoke bindas

aaye huye hain

dekhiye aaj mehfil mein

hum to hoke bindas

aaye huye hain

leke jayenge apni

dulhaniya dulhaniya

leke jayenge apni dulhaniya

saath barat laye huye hain

saath barat laye huye hain

saath barat laye huye hain

leke jayenge apni dulhaniya


aakhari waqt hain fikar dil ko

ab janaja uthega yeh kaise

aakhari waqt hain fikar dil ko

ab janaja uthega yeh kaise

ab janaja uthega yeh kaise

jitne aaye hain maiyat mein meri

yeh jitne aaye hain maiyat mein meri

sab ke sab hi lagaye huye hain

sab ke sab hi lagaye huye hain

sab ke sab hi lagaye huye hain

jitne aaye hai maiyat mein meri


mere dil ki tasalli ki khatir

usne tasid se keh kar yeh bheja

mere dil ki tasalli ki khatir

usne tasid se keh kar yeh bheja

usne tasid se keh kar yeh bheja

ke teri mehfil mein kal aayenge hum

teri mehfil mein kal aayenge hum

aaj mahendi lagaye huye hain

aaj mahendi lagaye huye hain

aaj mahendi lagaye huye hain

ke teri mehfil mein

kal aayenge hum


aaj kal seh ko pandit ki baate

tauba tauba are tauba

aaj kal seh ko pandit ki baate

tauba tauba are tauba

tauba tauba are tauba

kaun ungali uthayega in par

kaun ungali uthayega in par

yeh to ganga nahaye huye hain

yeh to ganga nahaye huye hain

yeh to ganga nahaye huye hain

kaun ungali uthayega in par


tauba tauba are tauba tauba

tauba tauba are tauba tauba

tauba tauba are tauba tauba

tauba tauba are tauba tauba

tauba tauba are tauba tauba

tauba tauba are tauba tauba

tumne daulat ke liye

becha hain iman yaha

yeh nahin socha ke

do din ke hai mehman yaha

sano saukat ke liye

muft mein tum marte ho

maut ko bhul ke kyu

zulmo sitam karte ho

zulm phir zulm hain

sar chad ke sadaye dega

tumko iss daur ka

kanun sajaye dega

garm asko se hai labrej

kahi jaamo subah

tumne bhar rakha

tijori mein garibo ka lahu

aaj mahelo mein zara

aag laga kar dekho

chandi sone ki salakho

ko tabah kar dekho

in se tapkega garibo ka

lahu yaad rahe

tum iss jaha ke sada

hotho pe fariyad rahe

ab yeh fariyad uthi

laher ka toofan ban kar

aur koi chattan isse

rok na payegi magar

har sitam ghar ke

mukabil mein hai aakar thehra

chhin kar fek diya

jayega nakli chehra

diye mandir wo masjid

ke hakdar dekho

bane aake mehfil mein

makar dekho

hai chehro pe inke

sharafat ka gaja

magar zakhm dete hain

har waqt taza

yeh ghar ke pujari

yeh dhan ke hai lobhi

yeh sunte hai matlab

ki ho baat jo bhi

yeh hauwa ki aulad

seeta ke bete

fakat apni baaho mein

daulat lapete

yeh kya hai inhe

log kam jante hain

yeh gadar hain

inko hum jante hain


hakikat hain kya

inki hum bolte hain

bharam inki baato

ka hum kholte hain

watan mein jo

gadar hai inke jaise

samaj aise dushman

ko chhodega kaise

jo mauka mile to

watan bech dale

watan bech dale

watan bech dale

jo mauka mile to

jo mauka mile to

watan bech dale

yeh murdo ke tan

ka kafan bech dale

kafan bech dale

kafan bech dale

yeh murdo ke tan

ka kafan bech dale

are kaun ungali

uthayega in par

ab kaun ungali

uthayega in par

yeh to ganga nahaye huye hain

yeh to ganga nahaye huye hain

yeh to ganga nahaye huye hain

yeh to ganga nahaye huye hain

yeh to ganga nahaye huye hain

yeh to ganga nahaye huye hain

yeh to ganga nahaye huye hain

yeh to ganga nahaye huye hain

yeh to ganga nahaye huye hain.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)