deewana dil deewana

deewana dil deewana lyrics

Poster deewana dil deewana

deewana dil deewana

lyrics/Album : Kabhi Haan Kabhi Naa
Details
Singer Udit Narayan & Amit Kumar
Genre Love
Language Hindi
Album Kabhi Haan Kabhi Naa
Poster deewana dil deewana
play
Lyrics

deewana dil deewana,

deewana tera deewana

kab se kare hai teraa intezaar,

kab aayengi meri jane bahar

kab se kare hai teraa intezaar

kab aayengi meri jane bahar

ke jitna hi behlau,

yeh utna hi machalta hai dil

deewana dil deewana,

deewana tera deewana


andaj dikhlati saton tarah ke,

jalwe lutati huye

andaj dikhlati saton tarah ke,

jalwe lutati huye

aati hogi mausam ke

sath gulshan khilati huyi

aa bhi ja, abb jane ja ,

deewana dil deewana

kab se kare hai teraa intezaar,

kab aayengi meri jane bahar

ke jitna hi behlau,

yeh utna hi machalta hai dil


dil se laga kar ke rakhha abb tak,

resham kaa teraa rumal

dil se laga kar ke rakhha abb tak,

resham kaa teraa rumal

aage kahu kya janeman

aa dekh ja meraa hal,

aa bhi ja abb jane ja

deewana dil deewana


tuta sitara toh manga tha rab se,

tujhko hi jane wafa

tuta sitara toh manga tha rab se,

tujhko hi jane wafa

jo tut jaye tare tamam,

mango wahi ek duwa

aa bhi ja, abb jane ja

deewana dil deewana

kab se kare hai teraa intezaar,

kab aayengi meri jane bahar

kab se kare hai teraa intezaar,

kab aayengi meri jane bahar

ke jitna hi behlau,

yeh utna hi machalta hai dil

deewana dil deewana,

deewana tera deewana.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)