chot lagi kahaan yahaan

chot lagi kahaan yahaan lyrics

Poster chot lagi kahaan yahaan

chot lagi kahaan yahaan

lyrics/Album : Ghar Sansar
Details
Singer Kishore Kumar & Asha Bhosle
Genre Love
Language Hindi
Album Ghar Sansar
Poster chot lagi kahaan yahaan
play
Lyrics

chot lagi kahan yaha waha

bata na saku main kahan

sine mein dil hain jahaa

chot lagi kahan yaha waha

bata na saku main kahan

sine mein dil hain jahaa


haal meraa puchh ke

ji aap kyaa karege

haal meraa puchh ke

ji aap kyaa karege

zakhm ho to dikhalaa

do maraham rakh dege

maraham rakh dege

zakhm aae badan pe

kahan yaha waha

bata na saku main kahan

jaan ko dekhe nazar vo kahan

chot lagi kahan


chot lagi tujhe dard

mujhe ho rahaa hain

chot lagi tujhe dard

mujhe ho rahaa hain

pyaar ke bij tu mere

mann mein bo rahaa hain

mann mein bo rahaa hain

lagaa chaahat kaa teer

kahan yahan wahan

bata na saku main kahan

dard kaa kisane dekhaa

nishaa chot lagi kahan


baar baar kyun takraati

ho tum mujh se

baar baar kyun takraati

ho tum mujh se

koi to rishta hain

tera meri zindagi se

meri zindagi se

ye takkar le jaaegi

kahan yahan wahan

bata na saku main kahan

teeragaa kismat mein hogaa jahaa

chot lagi kahan yaha waha

bata na saku main kahan

sine mein dil hain jahaa.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)