chhota sa mann hai, mann me sanam hai

chhota sa mann hai, mann me sanam hai lyrics

Poster chhota sa mann hai, mann me sanam hai

chhota sa mann hai, mann me sanam hai

lyrics/Album : Bas Itna Sa Khwaab Hai
Details
Singer Roop Kumar Rathod & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Bas Itna Sa Khwaab Hai
Poster chhota sa mann hai, mann me sanam hai
play
Lyrics

chhota sa mann hai

mann mein sanam hai

chhota sa mann hai

mann mein sanam hai

sanam ek khwaab hai

sanam ek khwaab hai

khwaab hai bas khwaab

hai khwaab hai khwaab hai


kya yahi ishq hai

kya yahi ishq hai

ishq ek behta dariyaa

jo kabhi na thama

ishq ek aisa sapna

jo na haasil hua

gar ishq hai khuda to khuda

dard deta hai kyoon

gar ishq hai khuda to khuda

dard deta hai kyoon

ishq ishq yeh ishq ishq hai

kya yahi hai ishq ishq

ishq ishq yeh ishq ishq hai

kya yahi hai ishq ishq


aaa aaa aaa aaa aaa aah

chhota sa mann hai

mann mein sanam hai

chhota sa mann hai


hmm hmm hmm hmm

hmm hmm hmm hmm

hmm hmm hmm hmm mmm

aankhon mein jo sapna tha

lagta kitna apna tha

aankhon mein jo sapna tha

lagta kitna apna tha

dil ki nagri mein rehta tha

saanson mein phoolon sa khilta tha

chhota sa mann hai aa

mann mein sanam hai

chhota sa mann hai


ishq patta patjhad

ka jo kahin na tika

ishq aansu aankhon

ka jo rukaaye na ruka

gar ishq hai khuda to khuda

dard deta hai kyoon

gar ishq hai khuda to khuda

dard deta hai kyoon

ishq ishq yeh ishq ishq

hai kya yahi hai ishq ishq

ishq ishq yeh ishq ishq

hai kya yahi hai ishq ishq


aaa aaa aaa aah aaa aah

chhota sa mann hai

mann mein sanam hai

chhota sa mann hai


aaa aaa aaa

re pa pa re pa pa

pa pa re pa re pa


yeh zindagi kal tere naam thi

khushi ka paigaam thi

aaj na tu hai na tera saath hai

tera chhoda hua

har lamha paas hai

chhota sa mann hai

mann mein sanam hai

chhota sa mann hai

mann mein sanam hai

sanam ek khwaab hai

sanam ek khwaab hai

khwaab hai bas.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)