chand sitaare

chand sitaare lyrics

Poster chand sitaare

chand sitaare

lyrics/Album : Kaho Naa... Pyaar Hai
Details
Singer Kumar Sanu & Alka Yagnik
Genre Love
Language Hindi
Album Kaho Naa... Pyaar Hai
Poster chand sitaare
play
Lyrics

taaza taaza kali khili hai hum uske deewne hain

arre kaali ghatayein barkha saawan 

o kaali ghatayein barkha saawan

ye to sab afsane hain

taaza taaza kali khili hai hum uske deewne hain


andaz hai uske naye naye, hai naya naya deewanapan

andaz hai uske naye naye, hai naya naya deewanapan

pehnane taj jawaani ka hanske laut gaya bachpan

geet ghazal sab kal ki baatein

o geet ghazal sab kal ki baatein

uske naye taraane hain

taaza taaza kali khili hai hum uske deewne hain


hai roop mein itna saadapan, to kitna sundar hoga mann

hai roop mein itna saadapan, to kitna sundar hoga mann

bin gahnein aur singaar bina vo to lagti hai dulhan

kaajal bindiya kangan jhumke

o kaajal bindiya kangan jhumke

ye to guzare zamane hain

taaza taaza kali khili hai hum uske deewne hain


chaand sitare phool aur khushboo ye to saare puraane hain

taaza taaza kali khili hai hum uske deewne hain

arre kali ghatayein barkha saawan 

ye to sab afsane hain

taaza taaza kali khili hai hum uske deewne hain


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)