Singer | Shabbir Kumar |
Genre | Party |
Language | Hindi |
Album | Jaaydaad |
botal mein jo bhari hain
maana bahot boori hain
botal mein jo bhari hain
maana bahot boori hain
kaante jo dusaro ko
aisi chhori nahi hain
jitani boori hain duniya
utani boori nahi hain ye
jitani boori hain duniya
utani boori nahi hain ye
botal mein jo bhari hain
maana bahot boori hain
peena bura hain phir bhi
peete hain gham ke maare
dushaman ye puraani
hum jaante hain pyaare
peena bura hain phir bhi
peete hain gham ke maare
dushaman ye puraani
hum jaante hain pyaare
soorat ko leke isaki
pehchante hain saare
soorat ko leke isaki
pehchante hain saare
jo roj banke maare
woh doghali nahi ye
jitani boori hain duniya
utani boori nahi hain ye
jitani boori hain duniya
utani boori nahi hain ye
botal mein jo bhari hain
maana bahot boori hain
hothon pe hain tabasum
aankhon mein nafarate hain
duniyan mein har kadam par
taaza adaavate hain
hothon pe hain tabasum
aankhon mein nafarate hain
duniyan mein har kadam par
taaza adaavate hain
matlab ki yaari hain
rishtey tizarate hain
matlab ki yaari hain
rishtey tizarate hain
ye bhi hain zaherwali
par aadami nahi hain ye
jitani boori hain duniya
utani boori nahi hain ye
jitani boori hain duniya
utani boori nahi hain ye
botal mein jo bhari hain
maana bahot boori hain
botal mein jo bhari hain
maana bahot boori hain
botal mein jo bhari hain
maana bahot boori hain
kaante jo dusaro ko
aisi chhori nahi hain
jitani boori hain duniya
utani boori nahi hain ye
jitani boori hain duniya
utani boori nahi hain ye
botal mein jo bhari hain
maana bahot boori hain.