chaar din ka safar

chaar din ka safar lyrics

Poster chaar din ka safar

chaar din ka safar

lyrics/Album : Zaalim
Details
Singer Suresh Wadkar & Kavita Krishnamurthy
Genre Happy
Language Hindi
Album Zaalim
Poster chaar din ka safar
play
Lyrics

zindagi mein khushi hain ghadi do ghadi

zindagi mein khushi hain ghadi do ghadi

har kadam par naya intehaa hain

chaar din ka safar ye jahan hain

muskurale bahot kam samma hain

zindagi mein khushi hain ghadi do ghadi

har kadam par naya intehaa hain

chaar din ka safar ye jahan hain

muskurale bahot kam samma hain

zindagi mein khushi hain ghadi do ghadi

har kadam par naya intehaa hain

chaar din ka safar ye jahan hain


hath le jo pal hain tere

has isse tu bitta le

aane wala pal na jaane

kyaa khel sabko dikha de

haath le jo pal hain tere

has isse tu bitta le

waqt ke saamne aadami kuch nahi

waqt ke saamne aadami kuch nahi

waqt ke saamne aadami kuch nahi

aadami palki bas daasta hani

chaar din ka safar ye jahaan hain

muskurale bahot kam samma hain


kehake gaye hain sant sayane

ye jag hain ren basera

maalik sabka ek wahin hain

pagle na kar tera mera

kehake gaye hain sant sayane

ye jag hain ren basera

leke aaya thaa kyaa leke jaayega kyaa

leke aaya thaa kyaa leke jaayega kyaa

leke aaya thaa kyaa leke jaayega kyaa

sab manzil aakhir waha hain

chaar din ka safar ye jahaan hain

muskurale bahot kam samma hain


saptrangee hain duniya saari

koi rang fikka pade na

rang prem ka na ho jis ghar main

woh ghar to achha lage na

saptrangee hain duniya saari

koi rang fikka pade na

prem hi ho dharam prem hi ho karam

prem hi ho dharam prem hi ho karam

prem hi ho dharam prem hi ho karam

prem teri meri aatma hain

chaar din ka safar ye jahan hain

muskurale bahot kam samma hain

zindagi mein khushi hain ghadi do ghadi

har kadam par naya intehaa hain.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)