budhaa ho gaya ghoda

budhaa ho gaya ghoda lyrics

Poster budhaa ho gaya ghoda

budhaa ho gaya ghoda

lyrics/Album : Sansar
Details
Singer S. P. Balasubrahmanyam
Genre Drama
Language Hindi
Album Sansar
Poster budhaa ho gaya ghoda
play
Lyrics

sari umar main is jeevan ki

daud mein bhaga dauda

sari umar main is jeevan ki

daud mein bhaga dauda

ab kis kaam ka

are ab kis kaam ka

ab kis kaam ka goli maro

budha ho gaya ghoda


sari umar main is jeevan ki

daud mein bhaga dauda

ab kis kaam ka

are ab kis kaam ka

ab kis kaam ka goli maro

budha ho gaya ghoda


bacho ko jo mainne diya

wo to mera farz bana

bacho ko jo mainne diya

wo to mera farz bana

bacho se jo mainne liya

mere sar ka karz bana

karz bhi thik hain

karz bhi thik hain

karz bhi thik hain

bedardo ne sud bhi kitna joda


sari umar main is jeevan ki

daud mein bhaga dauda

ab kis kam ka

are ab kis kaam ka

ab kis kaam ka goli maro

budha ho gaya ghoda


maa ke dudh ki ab kimat

bache kaha chukate hain

maa ke dudh ki ab kimat

bache kaha chukate hain

dudh hai kya maa baap ka

khun bhi ye pee jate hain

in khud garzo ne

in khud garzo ne

in khud garzo ne

mujhe nahi kahi ka choda


saari umar main is jeevan ki

daud mein bhaga dauda

ab kis kaam ka

are ab kis kaam ka

ab kis kam ka goli maro

ghoda budha ho gaya.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)