buddha kya jawano se kam hai

buddha kya jawano se kam hai lyrics

Poster buddha kya jawano se kam hai

buddha kya jawano se kam hai

lyrics/Album : Dil Ki Baazi
Details
Singer Alka Yagnik
Genre Dance
Language Hindi
Album Dil Ki Baazi
Poster buddha kya jawano se kam hai
play
Lyrics

buddha kya jawano se kam hai

haye ram buddhe mein bada dam hai

buddha kya jawano se kam hai

haye ram buddhe mein bada dam hai

kya masti hai kya takat hai

kya furti hai kya himmat hai

tuta mera sara bharam hai

haye ram buddhe mein bada dam hai

buddha kya jawano se kaam hai

haye ram buddhe mein bada dam hai


dekho mere dil mein kaisi halchal macha di

hui main deewani aisi halat bana di

dekho mere dil mein kaisi halchal macha di

hui main deewani aisi halat bana di

samjhi main pata tha ye to bamb hai

haye ram buddhe mein bada dam hai

buddha kya jawano se kam hai

haye ram buddhe me bada dam hai


buddha hai begana par ye lagta hai apna

sach hai ya koi maine dekha hai sapna

buddha hai begana par ye lagta hai apna

sach hai ya koi maine dekha hai sapna

kahne me mujhe kya sharam hai

haye ram buddhe mein bada dam hai

buddha kya jawano se kam hai

haye ram buddhe mein bada dam hai


lagta hai ye buddha par buddha nahi hai

hai ye koi aur mere dil ko yaki hai

lagta hai ye buddha par buddha nahi hai

hai ye koi aur mere dil ko yaki hai

jaisa bhi hai dil ka naram hai

haye ram buddhe mein bada dam hai

buddha kya jawano se kam hai

haye ram buddhe mein bada dam hai

kya masti hai kya takat hai

kya furti hai kya himmat hai

tuta mera sara bharam hai

haye ram buddhe mein bada dam hai

buddha kya jawano se kam hai

haye ram buddhe mein bada dam hai

buddha kya jawano se kam hai

haye ram buddhe meiin bada dam hai.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)