Singer | Bappi Lahiri & John Abraham |
Language | Hindi |
Album | Taxi No. 9211 |
laakh laakh roz
aake bas jaate hai
is sheher se is dil
laga ke phas jaate hai
laakh laakh roz
aake bas jaate hai
is sheher se is dil
laga ke phas jaate hai
sone ki raahon mein
soone ko jaaga nahi
saala idhar toh foot
path bhi houseful hai
shola hai ya hai bijuriya
dil ki bajariya bambai nagariya
shola hai ya hai bijuriya
dil ki bajariya bambai nagariya
shola hai ya hai bijuriya
dil ki bajariya bambai nagariya
shola hai ya hai bijuriya
dil ki bajariya bambai nagariya
yeh bombay hai yaha time ka
matlab hai paisa samjhe
mujhe tees minute ki journey teen
minute mein puri karni hai samjhe
saala khud marna hai toh mar na
doosre ki kayko waat lagata hai
paisa waat lagata hai…
thok du kya
utar jaaye ragon mein
jo toh teh nasha hai
iski aadat jo pad gayi
toh yeh saza hai
utar jaaye ragon mein
jo toh teh nasha hai
iski aadat jo pad gayi
toh yeh saza hai
aise bhar de ke khaali karde
haa re pal yeh aise jaga hai
hum dono dhakkanon ko
aaj ke din he paida hona tha
laakh laakh roz
aake bas jaate hai
is sheher is dil laga
ke phas jaate hai
laakh laakh roz
aake bas jaate hai
is sheher is dil laga
ke phas jaate hai
sone ki raahon mein
soone ko jaaga nahi
shola hai ya hai bijuriya
dil ki bajariya
bambai nagariya.