bolo bolo main hoon kaun

bolo bolo main hoon kaun lyrics

Poster bolo bolo main hoon kaun

bolo bolo main hoon kaun

lyrics/Album : Dhanwan
Details
Singer S. P. Balasubrahmanyam & Kavita Krishnamurthy
Language Hindi
Album Dhanwan
Poster bolo bolo main hoon kaun
play
Lyrics

bolo bolo main hoon kaun

main lawaris hoon ya don

ya natwarlal ya mahan

sahanasha ya tufan

bolo bolo main hoon kaun

main lawaris hoon ya  don

ya natwarlal ya mahan

sahanasha ya tufan

ho mujhe kya pata kya nam hai

ho mujhe kya pata tu kon hai

re mujhe kya pata kya kam hai

aashik kahle ya deewana

bhwra kahle ya parwana


mera nam agar malum nahi

mera nam agar malum nahi

aashik kahle ya deewana

mera nam agar malum nahi

aashik kahle ya deewana

sabke labo pe hai meri bate

main hoon dilo ka afsana

mera nam agar malum nahi

aashik kahle ya deewana

sabke labo pe hai meri bate

main hoon dilo ka afsana

ha baba tera naam

mujhe malum nahi


dur yu na jao dilruba

jara dekho mera hal

pas mere aao to jara

tumse puchu ek sawal

ishk kise kahte hai

urdu ka labj hai

prem kise kahte hai

sanskrit ka sabd hai

love kise kahte hai

ho english ka word hai

tum kitni nadan ho

muskil hai tumhe samjhana

mera naam agar malum nahi

mera naam agar malum nahi

aashik kahle ya deewana

mera nam agar malum nahi

aashik kahle ya deewana

sabke labo pe hai meri bate

mai hu dilo ka afsana

na na tera naam

mujhe malum nahi


aankh to milao janeman

mujhpe karlo etbar

bat meri mano gulbadan

ab karo na bekarar

tan ko jara chhune do

hoti hai gudgudi

baho me bharne do

sanse ruki meri

ho pyar mujhe karne

do ho aati hai saram si

raz eye mohabbat jan lo

ab chhod bhi do sarmana

mera naam agar malum nahi

aashik kahle ya deewana

mera nam agar malum nahi

aashik kahle ya deewana

mera naam agar malum nahi

aashik kahle ya deewana

sabke labo pe hai meri bate

main hoon dilo ka afsana

mera nam agar malum nahi

aashik kahle ya deewana

sabke labo pe hai meri bate

main hoon dilo ka afsana

oh fo tera naam

mujhe malum nahi.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)