Singer | Adnan Sami |
Genre | Traditional |
Language | Hindi |
Album | Bajrangi Bhaijaan |
tere darbaar mein
dil thaam ke woh aata hai.
jisko tu chaahe
aye nabi tu bulata hai.
tere dar par sar jhukaaye
main bhi aaya hoon
jiski bigdi haaye nabi
chaahe tu banata hai.
bhar do jholi, meri ya mohammad
laut kar main, na jaaunga khaali
(bhar do jholi, meri ya mohammad
laut kar main, na jaaunga khaali)
bhar do jholi, meri ya mohammad
laut kar main, na jaaunga khaali
(bhar do jholi, meri ya mohammad
laut kar main, na jaaunga khaali)
bandh deedon mein bhar daale aansun
sill diye maine, dardo ko dil mein
(bandh deedon mein bhar daale aansun
sill diye maine, dardo ko dil mein)
jab talak tu bana de na bigdi
darr se tere, na jaaye sawaali
(bhar do jholi, meri ya mohammad
laut kar main, na jaaunga khaali)
bhar do jholi, aaka ji
bhar do jholi, hum sabki
bhar do jholi, nabi ji
bhar do jholi, meri sarkare madina
laut kar main na jaaunga khaali
khojte khojte tujhko dekha
kya se kya ya nabi ho gaya hoon
(khojte khojte tujhko dekha
kya se kya ya nabi ho gaya)
ho...
bekhabardar-badar phir raha hoon
main yahan se wahan ho gaya hoon
(bekhabardar-badar phir raha hoon
main yahan se wahan ho gaya hoon)
ho...
de de ya nabi mere, dil ko dilaasa
aaya hoon door se main, hoke ruhaasa
(de de ya nabi mere, dil ko dilaasa
aaya hoon door se main, hoke ruhaasa)
kar de karam nabi, mujhpe bhi zara sa
jab talak tu
jab talak tu, panaah de na dil ki
darr se tere na, jaaye sawaali
(bhar do jholi, meri ya mohammad
laut kar main, na jaaunga khaali)
bhar do jholi, meri tajdaare madina
laut kar main, na jaaunga khaali
(bhar do jholi, meri ya mohammad
laut kar main, na jaaunga khaali)
jaanta hai na tu, kya hai dil mein mere
bin sune gin raha hai na tu dhadkane
(jaanta hai na tu, kya hai dil mein mere
bin sune gin raha hai na tu dhadkane)
aah nikli hai toh, chandtak jaayegi
tere taaron se meri, duaa aayegi
(aah nikli hai toh, chand tak jaayegi
tere taaron se meri, duaa aayegi)
aye nabi haan kabhi toh subah aayegi
jab talak tu sunega na dil ki
darr se tere na jaaye sawaali
(bhar do jholi, meri ya mohammad
laut kar main, na jaaunga khaali)
de taras, kha taras mujhpe aaka
ab lagale, tu mujhko bhi dil se
(de taras, kha taras mujhpe aaka
ab lagale, tu mujhko bhi dil se)
jab talak tu mila de na bicchdi
darr se tere, na jaaye sawaali
(bhar do jholi, meri ya mohammad
laut kar main, na jaaunga khaali)
bhar do jholi, aaka ji
bhar do jholi, hum sabki
bhar do jholi, nabi ji
bhar do jholi, meri sarkare madina
laut kar main na jaaunga khaali
dum dum ali ali dum ali ali
dum ali ali, ali ali dum
dum dum ali ali dum ali ali